Sarkari Yojana

Bihar Labor Card Online Apply || श्रमिक पंजीकरण बिहार लेबर कार्ड

Bihar Labor Card Registration Online

Bihar Labor Card Online Apply : – Namaskar dosto aaj hum aap sabhi ke liye ek jaruri सूचना laaye hai. Yhaa aapko bihar labor card ke baare me jaane ko milega .isse phele humne humari  website par bihar berojgari bhatte se सम्बंधित post ki thi. Jesa ki aap sabhi jaante hai  ki bihar sarkar राष्ट्र  ke naagriko ke liye ek ke baad ek naye kadam utha rhi hai.

Aaj ek baar fir bihar sarkar ne ek safal kadam uthane par jor diya hai. Is yojna ke तहत bihar me rhe rahe sabhi sramik अर्थात majdur वे sabhi  labor card banvane ke liye ab online apply kar sakte hai. Isse phele offline prkriya ke maadhyam se आवेदन kiye jaa rhe the. Lekin ab jald hi bihar sarkar online avedan ki prakriya shuru karne vaali hai. Humri aaj ki post me aapko yhi btaya jaayeg ki kese lebor card ke liye apply kare.agar aap bhi labor card ke liye apply karna chahte hai to humari post ko last tak jarur padhe.

Labor card ke liye kese apply kare – जरुरी दस्तावेज 

 

  • आधार कार्ड की छायाप्रति
  • बैंक पासबुक की छायाप्रति
  • 2 फोटो
  • आवासीय प्रमाण पत्र
  • उम्र प्रमाण पत्र
  • घोषणा पत्र
  • नियोजन द्वारा 90 Days कार्य करने का प्रमाण पत्र

labor card ke liye apply karne ke liye jaruri baate

 

  • Iske आवेदन ke liye sabse phele aapko iski ऑफिसियल वेबसाइट Jana hoga.
  • Jiska link aapko निचे de diya jaayega.
  • Vhaa jaane pe baad aapke aage  Labour registration का विकल्प मिलेगा | 
  • Jis par aap click kar de | 
  • Is par click karne ke baad aapke aage ek नया page open ho jaayega | 
  • Click karne ke baad aapko ek new page milega.| 
  • Jaha par aapko आवेदन karne ka link mil jaayega | 
  • Uske upar click kar aap सफलतापूर्वक labor card ke liye आवेदन kar sakte hai|

Haa to dosto mujhe umeed he ki aapko humari post Bihar Labor Card Online Apply par likha lekh aapko pasand aaya hoga. Yhe lekh khaas aapki shaayta ke liye likha gay hai. Agar abhi bhi is post se lekar aapka koi savaal hai. To aap humse humare comment box me puch sakte hai. Dhnywad.

Nishant

If this is a news website related to Bihar and is in Hindi language, it's likely to provide news and information about events, politics, culture, and other topics relevant to the state of Bihar in India. To learn more about the website, you might consider visiting it directly and exploring its content, checking for an "About Us" or "Contact" page, or looking for reviews and mentions online.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
error: Content is protected !!